Usko Fursat hi nhi waqt nikaly Mohsin,
Aisy hote hain bhala Chahne wale Mohsin?
Yaad k dasht main phirta hon main nangay paon
Dekh tu aa k kabhi paon k chale Mohsin
Kho gai subho ki umeed, or ab lagta hai,
Hum nhi hon gay, k jub hon gay ujalay Mohsin,
Hakim e waqt kahan, main kahan, adl kahan,
Q na khalqat ki zuban per lagaen Taaley Mohsin
Wo Jo ek shakhs Mera dil o jaan tha, na raha
Ab bhala kon mere dard Sambhale Mohsin...
Mohsin = Any indicative charecter.

1 comments:
Wah wah ! Ye hui na baat ! Afreen Aafreen !
Bahut khoob likha hai . Ek gujarish hai yadi aap bura na maane ya phir aapko itminaan ho to > "Yaad Ki Dast main phirta hon main nangay paon" ka kafiya kuch aisa milta to maza aajata > Dekhu tu aa ke kabhi "DIL" ke chhale Mohsin. Ye jaisa man me aaya likha hai aage aap behtar janeinge.
Post a Comment